Friday, 7 September 2012

BOYS Mean

“BOYS”
B: Badmasion ma sub se aagy.
O: Ollu ke tarha raat ma jagy.
Y: Yari nibhaty jaan laga ke.
S: Sharif sirf ami abu k aagy.

Kyun kisi ke yaad mein pagal ho rahey ho

kyun kisi ke yaad mein pagal ho rahey ho
MAJID
jo chaley jatee hein wapis nahe ayha kartey.
yeh to pardesi hein inney to jana hay.
Ahsey logoon par zindigi lutaha nahen kartey

Tuesday, 4 September 2012

Teacher'..usne khudkushi ker li


Teacher usne khudkushi ker li.

usay khudkushi kerni pari.

inn me faraq kia he?

student: pehla wala be_rozgaar tha aor
dosra wala shadi shuda.


Saturday, 1 September 2012

Qariib maut kha.Dii hai zaraa Thahar jaao


Qariib maut kha.Dii hai zaraa Thahar jaao

Qazaa se aa.Nkh la.Dii hai zaraa Thahar jaao 

thakii thakii sii fazaaye.N bujhe bujhe taare

ba.Dii udaas gha.Dii hai zaraa Thahar jaao 

nahii.n ummiid ki ham aaj kii sahar dekhe.n

ye raat ham pe ka.Dii hai zaraa Thahar jaao 

abhii na jaao ki taaro.n kaa dil dha.Dakataa hai

tamaam raat pa.Dii hai zaraa Thahar jaao 

phir is ke baad kabhii ham na tum ko roke.nge

labo.n pe saa.Ns a.Dii hai zaraa Thahar jaao 

dam-e-firaaq me.n jii bhar ke tum ko dekh to luu.N

ye faisale kii gha.Dii hai zaraa Thahar jaao

Urdu Poetry Sms


 
Urdu Poetry Sms